भूषण नेरकर

ISNA Movie Songs Lyrics
Woh Kisna Hai Lyrics
Hindi
Song Title: Woh Kisna Hai
Singer(s): SUKHWINDER, AYESHA DARBAR, ISMAIL DARBAR, S SHILAJA


(Lady)
Woh hai Rangeela, Chail chabeela
Woh hai natkhat, woh jamunatat
phere lagaye, murli bajaye,
Gopiyon ke sang raas rachaaye
Murli bajaiyaa raas rachaiyaa
shyam salona hai

(Male)
Jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har
bala
woh kisna hai
woh kisna hai
woh kisna hai
woh kisna hai
kisna hai
jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har bala
woh kisna hai,
woh kisna hai
woh kisna hai,
woh kisna hai

(Male)
Pyar mein doobi,pyar mein khoyi
pyar ki dhun mein jaagi na soyi
pyar mein doobi,pyar mein khoyi
pyar ki dhun mein jaagi na soyi
duniya se hai woh anjaani
sab kehte hai prem deewani
kisna se milti hai bhool ke har bandhan
kisna ki hi mala japti hai woh jogan

(Lady)
Nainon mein sanson mein mann mein kisna
har pal hai jeevan mein jiske kisna

(Male)
woh radha hai woh radha hai,
woh radha hai Radha hai

(Lady)
Madhur madhur sa roop hai jiska
shwet shwet rang jiska
sundar tan man sundar chitwan
sundar hai ang jiska
pyar hai sgar se bhi gehra
kisna ke sang jiska

(Male)
woh radha hai woh radha hai,
woh radha hai Radha hai

jo hai albela madnainowala
jiski deewani brij ki har bala
woh kisna hai,woh kisna hai
woh kisna hai,woh kisna ha

Nainon mein sanson mein mann mein kisna
har pal hai jeevan mein jiske kisna
woh radha hai woh radha hai,
woh radha hai
Radha hai
woh kisna hai

Categories:

Leave a Reply