भूषण नेरकर

shq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Vaada ya pakka ishq ishq
Dhaaga ye kachcha ishq ishq
O...
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Vaada ya pakka ishq ishq
Dhaaga ye kachcha ishq ishq
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Vaada ya pakka ishq ishq
Dhaaga ye kachcha ishq ishq
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Neeche ishq hai oopar rab hai
In donon ke beech mein ke sab hai
Neeche ishq hai oopar rab hai
In donon ke beech mein ke sab hai
Ek nahin sau baatein karlo
Sau baaton ka ek matlab hai

Rab sab se sona ishq ishq
Rabse bhi sona ishq ishq
Rab sab se sona ishq ishq
Rabse bhi sona ishq ishq

O...

Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq

Ishq Bas ek tamanna ishq ishq
Bina Bas ek tamanna ishq ishq
Kya Bas ek tamanna ishq ishq
Jeena Bas ek tamanna ishq ishq
Yaara Bas ek tamanna

Ishq hai kya ye kisko pata
Ye ishq hai kya sabko pata
Ye prem nagar anjaan dagar
Saajan ka ghar ka kisko khabar
Chhoti si umar ye lamba safar
Ye ishq hai kya ye kisko pata
Ye dard hai ya dardon ki dava
Ye koi sanam ya aap khuda
Ye koi sanam ya aap khuda aap khuda

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Tumne ishq ka naam suna hai
Humne ishq kiya hai
Phoolon ka gulshan ishq ishq
Kaaton ka daaman ishq ishq
Phoolon ka gulshan ishq ishq
Kaaton ka daaman ishq ishq

O....

Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Ishq Ishq Ishq Ishq Ishq Ishq

O...

Categories:

Leave a Reply