भूषण नेरकर

Aa aa aa aa, aa aa aa Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - 2

Bas ek baar mera kaha Bas ek baar mera kaha maan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein, aah, aah aah aah Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar Aana hai baar baar

Deevaar-o-dar ko gaur se Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye

Maana ke doston ko nahin Doston, doston ko nahin Maana ke doston ko nahin dosti ka paas Lekin yeh kya ke gair ka Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye - 2

Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Kahiye to Kahiye to aasmaan ko
Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye Mushkil nahin hai kuch bhi Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye - 2

Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Bas ek baar, bas ek baar Bas ek baar mera kaha maan lijiye Maan lijiye, maan lijiye

Categories:

Leave a Reply