भूषण नेरकर

Khoya Hai Paake Jisne Pyar Main Hoon Na
Bechain Main Hoon Beqaraar Main Hoon Na

Koi To Ho Aisa Jisko Apna Kah Sakoon
Koi To Ho Aisa Jiske Dil Mein Rah Sakoon
Koi To Kahta Ek Baar Main Hoon Na

Khoya Hai Paake...Beqaraar Main Hoon Na

Jo Bandhan Toote, Jo Apne Roothe
Paas Aa Jaayein Phir Se Dooriyan

Ye Kyun Hota Hai Ke Dil Rota Hai
Bebas Ho Jaati Hai Ye Zabaan

Apne To Saare Is Kinare Rah Gaye...(2)
Tanha Chala Jo Us Paar Main Hoon Na

Khoya Hai Paake...Beqaraar Main Hoon Na

Jahaan Bhi Main Jaaon, Jahan Bhi Main Dekhoon
Saare Chehare Beghane Se Hain

Kabhi Koi Tha, Jo Mera Hi Tha
Ye Qisse Ab Afsane Se Hain

Kal Zindagi Mein Khel Khele Th Naye
Kuchh Log Jeete, Jeet Ke Sab Le Gaye

Hisse Mein Aayee Jiske Haar Main Hoon Na

Khoyaa Hai Paake...Beqaraar Main Hoon Na
Bechain Main Hoon Beqaraar Main Hoon Na

Categories:

Leave a Reply