Mann bhanwar uthe
Tan Sihar uthe
Jab Khabar uthe
Ke aave singham
Na Agar chale
Na Magar chale
Bas kehar chale
Jab aave singham
Buron ko kheech
Ke kheech ke
Dhool dhabeech ke
Lehpath pad jaaye
Bhalon ko kheench
Ke kheench ke
Baahon me bheench ke
Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam
Bolo isme hai dum
Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe
Tan Sihar uthe
Jab Khabar uthe
Ke aave singham
Na agar chale
Na magar chale
Bas kehar chale
Jab aave singham
Dil toh sacha hai
Iss dil mein rakh loon
[dil mein rakh loon]
Sapna acha hai
Palkon se dhaklo
Dil vil se hai toh yeh
Ik bacha
Shararat karta hi phire
Gar kabhi samjhe
Isko koi kacha
Ghusa hi mile
Taaza hai hawa
Ka yeh jhonkan
Yahan wahan behta hi phire
Gar kabhi iska
Raasta roka
Toofan sar chade
Buron ko kheech
Ke kheech ke
Dhool dhabeech ke
Lehpath pad jaaye
Bhalon ko kheench
Ke kheench ke
Baahon me bheench ke
Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam
Bolo isme hai dum
Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe
Tan Sihar uthe
Jab Khabar uthe
Ke aave singham
Yeh na satka hai
Raste se kathor
Tagdaa jhatka hai
Dum hai toh chakhlo
Atrangi hai
Josh mein chalta
Bahoon mein
Bijli si chale
Bisri toh shola shola
Dushman toh
Rakh mein jaa mile
Jaise koi sher
Sehra mein chalta
Saara jag
Raundtaa chale
Yaroon bus ladhne
Ka ise chaska
Parbat se bhide
Buron ko kheech
Ke kheech ke
Dhool dhabeech ke
Lehpath pad jaaye
Bhalon ko kheench
Ke kheench ke
Baahon me bheench ke
Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam
Bolo isme hai dum
Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe
Tan Sihar uthe
Jab Khabar uthe
Ke aave singham
Singham singham singham
Jagada bhayankar
Shri nara singham
Nija bhupati
Bhaya haraka singham
Sajjana dharaka
Vipunitha singham
Durjana durmadha
Haraka singham
Nija bhupatii
Bhaya haraka singham
Sajjana dharaka
Vipunitha singham
Kasta sudhara
Jaya jaya singham
Samara niranjana
Jaya jaya singham