भूषण नेरकर

Oooo..

Phir se ud chala

Ud ke chhoda hai jahaan neeche

main tumhare ab hoon hawaale

Door door log baag meelo'n door

ye waadiyaan

Phir..!

dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone

Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye

bhi na ho...


Kisi manzar par main ruka nahi

Kabhi khud se bhi mein mila nahi

Ye gila to hai main khafa nahi


Shehar ek se gaa'nv ek se

Log ek se naam ek ooo


ooo o...


Phir se udd chala


Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se

jhaado Phir aa jaate hain


Kitte saare sapne kya kahoon

kis tarah se maine

Tode hain chhode hain phirr... kyun...


Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun


O o..


Kabhi daal daal kabhi paat paat

Mere saath saath phire dar dar ye


Kabhi sehra kabhi saawan

Banu raawan jeeyun mar mar ke


Kabhi daal daal kabhi paat paat

Kabhi din hai raat kabhi din din hai


Kya sacch hai, kya maaya

hai daata, hai daata aa... aa..


Idhar udhar titar bitar

Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore


Kheenche teri yaadein

Teri yaadein teri ore



Rang-birange vehamon mein

Main udta phiru


Rang-birange vehamon mein

Main udta phiru

Oooo....

Categories:

Leave a Reply